Skip to main content
Sirf.one
Barbaad (From "Saiyaara") profile photo

Barbaad (From "Saiyaara")

BollywoodBarbaad (From "Saiyaara") - SingleHindi (हिन्दी)original Version

“Barbaad (From "Saiyaara")” appears in Barbaad (From "Saiyaara") - Single. Vocals: Jubin Nautiyal, The Rish.

Hindi (हिन्दी) · Film: Barbaad (From "Saiyaara") - Single

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Barbaad (From "Saiyaara") — Jubin Nautiyal

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Tujh se door main ek hi wajah ke liye hoon Kamzor ho jaata hoon main Tujh se door main ek hi wajah ke liye hoon Awaara ban jaata hoon main Tujh se door main ek hi wajah ke liye hoon Kamzor ho jaata hoon main Tujh se door main ek hi wajah ke liye hoon Awaara ban jaata hoon main Tujhe choo loon to kuch mujhe ho jaayega Jo main chahta na ho mujh ko Tujhe mil ke ye dil mera bah jaayega Isi baat ka dar hai mujh ko Ki ho na jaaye pyaar tum se mujhe Kar dega barbaad ishq mujhe Ho na jaaye pyaar tum se mujhe Behad-beshumaar tum se (Tum se) Teri nazdeekiyon mein aisa khumaar hai Teri qurbat se mera dil kyun beqaraar hai? Kyun ye mitti nahin hai? Kaisi ye pyaas hai? Jitna main door jaaun, utni hi tu paas hai Tujhe keh doon ya rehne doon raaz mere? Sab kuch keh doon kya tujh ko? Tu mujh ko chhod jaayegi ya aayegi paas mere Isi baat ka dar hai mujh ko Ki ho na jaaye pyaar tum se mujhe Kar dega barbaad ishq mujhe Ho na jaaye pyaar tum se mujhe Behad-beshumaar tum se In ghamon ko khatam kar rahe ho tum In ghamon ko khatam kar rahe ho tum Zakhmon ka marham ban rahe ho tum Mehsoos mujhe aisa kyun ho raha Ki meri duniya ban rahe ho tum Ban rahe ho tum Tere bin kya ye dil ab dhadak paayega Poochhta hoon main ye khud ko Tere aane se dard chala jaayega Isi baat ka dar hai mujh ko Ki ho na jaaye pyaar... Ki ho na jaaye pyaar... Ki ho na jaaye pyaar tum se mujhe Kar dega barbaad ishq mujhe Ho na jaaye pyaar tum se mujhe Behad-beshumaar tum se Ishq mujhe, ishq mujhe Barbaad mujhe (barbaad), ishq mujhe
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Explore Jubin Nautiyal & The Rish together
Movie: Barbaad (From "Saiyaara") - Single
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Barbaad (From "Saiyaara")” appears in Barbaad (From "Saiyaara") - Single. Vocals: Jubin Nautiyal, The Rish.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Barbaad (From "Saiyaara")"

Credits & Personnel

Singers / Vocalists

More Songs by Jubin Nautiyal

More Bollywood Soundtracks