Sirf.one
Barbaadiyan
enoriginal Version

Barbaadiyan

Movie: Shiddat (Original Motion Picture Soundtrack)
Released
Loading followers

About this song

"Barbaadiyan" is a EN track performed by Madhubanti Bagchi, Sachin-Jigar, Sachet Tandon, Nikhita Gandhi from the album "Shiddat (Original Motion Picture Soundtrack)" (2026). Explore verified credits, streaming links, and official lyrics on Sirf.one.

Lyrics

Barbaadiyan — Madhubanti Bagchi

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Na Koi Lakeerein, Na Daayre Ishq Mein Hadd Hoti Nahi Itna Behadd Hota Hai Ke Yeh Fitoori Ghat'ti Nahi Na Koi Lakeerein, Na Daayre Ishq Mein Hadd Hoti Nahi Itna Behadd Hota Hai Ke Yeh Fitoori Ghat'ti Nahi Oh, Jaana Hai Ek Baar Teri Rooh Ke Paar Main Toh Reh Ke Kinare Pe Thakkeya Oh, Tera Chadheya Khumaar, Tere Bin, Mere Yaar Iss Jag Mein Nahi Kuch Rakkheya Barbaadiyan Tumse Hi Hain Aabaadiyan Tumse Hi Hain Ab Kya Galat Aur Kya Sahi Jab Roohdaariyan Tumse Hi Hain Barbaadiyan Tumse Hi Hain Aabaadiyan Tumse Hi Hain Ab Kya Galat Aur Kya Sahi Jab Roohdaariyan Tumse Hi Hain Madhoshiyan Hain, Madhoshiyan In Nigaahon Mein Teri Hain Madhoshiyan Doob Jaaneya, Aise Doob Jaaneya Phir Kabhi Na Main Tujh Se Ubhar Paaneya Madhoshiyan Hain, Madhoshiyan In Nigaahon Mein Teri Hain Madhoshiyan Doob Jaaneya, Aise Doob Jaaneya Phir Kabhi Na Main Tujh Se Ubhar Paaneya Ho, Kaisi Lagan Hai Yaar Lagi, Jo Iss Baar Raati-din Bas Naam Tera Ratteya Oh, Tera Chadheya Khumaar, Tere Bin, Mere Yaar Iss Jag Mein Nahi Kuch Rakkheya Barbaadiyan Tumse Hi Hain Aabaadiyan Tumse Hi Hain Ab Kya Galat Aur Kya Sahi Jab Roohdaariyan Tumse Hi Hain Barbaadiyan Tumse Hi Hain Aabaadiyan Tumse Hi Hain Ab Kya Galat Aur Kya Sahi Jab Roohdaariyan Tumse Hi Hain Madhoshiyan Hain, Madhoshiyan In Nigaahon Mein Teri Hain Madhoshiyan Doob Jaaneya, Aise Doob Jaaneya Phir Kabhi Na Main Tujh Se Ubhar Paaneya Madhoshiyan Hain, Madhoshiyan In Nigaahon Mein Teri Hain Madhoshiyan Doob Jaaneya, Aise Doob Jaaneya Phir Kabhi Na Main Tujh Se Ubhar Paaneya Barbaadiyan Tumse Hi Hain Aabaadiyan Tumse Hi Hain Ab Kya Galat Aur Kya Sahi...
Lyrics source: global_rights_registry
Copyright & Takedown Notices