Skip to main content
Sirf.one
Deewani Mastani profile photo

Deewani Mastani

BollywoodBajirao Mastani (Original Motion Picture Soundtrack)Hindi (हिन्दी)original Version

“Deewani Mastani” appears in Bajirao Mastani (Original Motion Picture Soundtrack). Vocals: Shadab Faridi, Mujtaba Aziz Naza, Altamash Faridi, Siddharth-Garima, Farhan Sabri, Ganesh Chandanshive, Sanjay Leela Bhansali, Shreya Ghoshal.

Hindi (हिन्दी) · Film: Bajirao Mastani (Original Motion Picture Soundtrack)

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Deewani Mastani — Shadab Faridi

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Nabhatoon aali apsara Nabhatoon aali apsara Ashi sundra saaj sajpun Aali, aali-aali, aali-g-aali Kesamadhi mandla gajra Lokachaya najra, khilya tichavar, ha Aali, (ah) aali-aali (aha) Duniyachi pyaari tu, anng rani harni g Anng rani sundra, ha-ha-ha-ha Aali-g-aali, aali-g-aali Oh, maharani aali Nazar jo teri laagi, main deewani ho gyi Deewani, haan, deewani, deewani ho gyi Mashhoor mere ishq ki kahaani ho gyi Jo jag ne na maani to maine bhi thaani Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi? Kehte hain, "Yeh deewani, mastani ho gyi" Mashhoor mere ishq ki kahaani ho gyi Jo jag ne na maani to maine bhi thaani Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi? Kehte hain, "Yeh deewani, mastani ho gyi" Deewani, haan, deewani, deewani ho gyi Zakham aisa tune lagaya (Deewani, deewani, deewani, deewani ho gyi) Marham aisa tune lagaya (Ruhaani, ruhaani, ruhaani, ruhaani ho gyi) Pehchaan mere ishq ki ab to Pehchaan mere ishq ki ab to Rawaani, rawaani, rawaani (rawaani ho gyi) Ho, mashhoor mere ishq ki kahaani ho gyi (Kehte hain, "Yeh deewani, mastani ho gyi") Haan, deewani, haan, deewani, deewani ho gyi Mashhoor mere ishq ki kahaani ho gyi Jo jag ne na maani to maine bhi thaani Kahaan thi main dekho kahaan chali aayi? Kehte hain, "Yeh deewani, mastani ho gyi" Deewani, haan, deewani, deewani ho gyi Sab noor-noor sa bikhra hai Ikk tu hi khayalon mein utra hai Bas jhoom, jhoom, jhoom jaata hai dil Tu mastani hai Tu deewani hai Paakiza hasti hai teri, tu noorani hai Sab noor-noor sa bikhra hai Ikk tu hi khayalon mein utra hai (Sarr, sarr, sarr, sarr, sarr) (S-s-sa, s-s-sa, s-s-sa, s-s-sa) (Sa-r-r-r-r-r-r-r, sa-r-r, sa-r-r) (S-s-sa, s-s-sa, s-s-sa, s-s-sa) (Sa-r-r-r-r-r-r-r, sa-r-ra, sa-r-ra-r-ra) (S-s-sa, s-s-sa, s-s-sa, s-s-sa) (S-s-sa, s-s-sa, s-s-sa, s-s-sa)
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Movie: Bajirao Mastani (Original Motion Picture Soundtrack)
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Deewani Mastani” appears in Bajirao Mastani (Original Motion Picture Soundtrack). Vocals: Shadab Faridi, Mujtaba Aziz Naza, Altamash Faridi, Siddharth-Garima, Farhan Sabri, Ganesh Chandanshive, Sanjay Leela Bhansali, Shreya Ghoshal.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Deewani Mastani"

Credits & Personnel

More Songs by Shadab Faridi

More Bollywood Soundtracks