Sirf.one
Loading followers
Departure Lane
enoriginal Version

Departure Lane

Movie: My Terrible Mind
2026-10-08

📖 Context & Background

"Departure Lane" is a EN track performed by Talha Anjum & Umair from the album "My Terrible Mind" (2026). Explore verified credits, streaming links, and official lyrics on Sirf.one.

Credits & Personnel

Lyrics

Departure Lane — Talha Anjum & Umair

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Khushfehmiyan hain, khud se bani hain Kuch kami hai toh (kuch kami hai toh) Main bhi yahaan hoon, wo bhi yahin hai Kya wo nahi hai jo? (Wo nahi hai jo) Kya wo teri-meri be-takallufi? Ya wo duniya mein sabse sar-kashi Tu pariyon si kaisi nazneen Ki dil ne zehan ki na suni Khuda ne ye hawayein tere sang kardi Tu wo jo be-rang ko bhi rang karti Tu wo jo mujhe haasil hi nahi Main karoon tujhe kaise ye bayaan? Meri jaan, meri jaan, tu na jaa Abhi karz hai tujhpe wo waada Meri jaan, mujhe kya hi pata tha Rang badle ye kaise aasmaan Meri jaan, meri jaan, yun na jaa Badlo na tum apna iraada Meri jaan, mujhe kya hi pata tha Rang badle ye kaise aasmaan Meri saari umar mein tu hi hai kami, baaki sab hai mayassar Tera na aana mujhe maar dega, tanhaiyon mein dil mera rukta hai aksar Bikhra hai dil ka ye daftar, koyi nhi ghar par, jaaunga kidhar tak? Aadatein nahi chhut'ti, roz wahin jahaan se shuru kiya sifar se sifar tak Duniya mile kaam se bas (mm-mm) Duniya mere kaam ki nahi (mm-mm) Main suraj sе mukhatib hoke shaam se baitha hoon Ye humara pеhla jaam to nahi (jaam to nahi) Sabar ka imtehaan na le, tu mere sabar ka inaam to nahi Tu mujhse kuchh chhupa bhi le Tu mujhe kuchh bata hi nahi Ab teri marzi, mujhpe kuch tu kar ayaan hi nahi (no, no) Meri jaan, meri jaan, yun na jaa Abhi karz hai tujhpe wo waada Meri jaan, mujhe kya hi pata tha Rang badle ye kaise aasmaan Meri jaan, meri jaan, yun na jaa Badlo na tum apna iraada Meri jaan, mujhe kya hi pata tha Rang badle ye kaise aasmaan
Native script lyrics

Lyrics source: global_rights_registry
Copyright & Takedown Notices