enoriginal Version
Hua Hain Aaj Pehli Baar (feat. Armaan Malik & Palak Muchhal)
Explore Palak Muchhal & Amaal Mallik togetherMovie: Sanam Re (Original Motion Picture Soundtrack)
Released
Loading followers
About this song
"Hua Hain Aaj Pehli
Credits & Personnel
Lyrics
Hua Hain Aaj Pehli Baar (feat. Armaan Malik & Palak Muchhal) — Palak Muchhal
Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Hua hai aaj pehli baar jo aise muskuraya hoon
Tumhein dekha toh jaana yeh ke kyun duniya mein aaya hoon
Hua hai aaj pehli baar jo aise muskuraya hoon
Tumhein dekha toh jaana yeh ke kyun duniya mein aaya hoon
Yeh jaan lekar ke, jaan meri, tumhein jeene main aaya hoon
Main tumse ishq karne ki ijaazat Rabb se laaya hoon
Zameen se aasmaan tak hum dhoondh aaye jahaan saara
Bana paaya nahi ab tak Khuda tumse koi pyaara
Hmm, zameen se aasmaan tak hum dhoondh aaye jahaan saara
Bana paaya nahi ab tak Khuda tumse koi pyaara
Baaton mein teri hain badmaashiyan
Sab bewajah ki hain tareefiyan
Main likh doon aasmaan par yeh ke padh lega jahaan saara
Hua na hoga ab koi yahaan hum do sa dobara
Main duniya-bhar ki tareefein tere sajde mein laaya hoon
Main tumse ishq karne ki ijaazat Rabb se laaya hoon
(Rabb se laaya hoon, Rabb se laaya hoon)
Tu hai jo roo-ba-roo mere, bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana Khuda se roz karta hoon
Ooh, tu hai jo roo-ba-roo mere, bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana Khuda se roz karta hoon
Humko pata hai yeh nadaaniyan, haan
Awaara dil ki hain awaariyan
Yeh dil pagal bana baitha, ise ab tu hi samjha re
Dikhe tujh mein meri duniya, meri duniya tu ban jaa re
Hoon khushqismat, jo qismat se tumhein aise main paaya hoon
Main tumse ishq karne ki ijaazat Rabb se laaya hoon
Lyrics source: global_rights_registry