Skip to main content
Sirf.one
Main Faraar Sa profile photo

Main Faraar Sa

BollywoodRunning Shaadi (Original Motion Picture Soundtrack)Tamil (தமிழ்)original Version

“Main Faraar Sa” appears in Running Shaadi (Original Motion Picture Soundtrack). Vocals: Anupam Roy, Hamsika Iyer.

Tamil (தமிழ்) · Film: Running Shaadi (Original Motion Picture Soundtrack)

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Main Faraar Sa — Anupam Roy

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Main faraar sa tere saath main Lakeeron si chhupti rahein tu Mere haath mein. Chala hai jiya nayi chaaha mein Yeh suraj ujale bichade tu Meri raahon mein. Dhaage bina silunga main Pichhe khada milunga main Sardi lage tujhe main Meri tapish tujhe uda dunga Main faraar sa tere saath main Lakeeron se chupti rahein tu Mere haath mein. Jo meri rooh main hai Woh tera pyaar hai Paani ki paalki main Suraj sawaar hain Kinare lutana yun hi re Tere dukhon ka yun dhadkan pe karz hain Tere liye chale saanson ka farz hain Main faraar si tere saath main Lakeeron sa chhupta rahein tu Mere haath mein. Chala hai jiya nayi chaaha main Yeh suraj ujale bichade tu Meri raahon mein. Ho jismo ki aanch mein bhi Khusboo sa laag hai Bheeghe hai baal mere Boondon main aag hain Sadiyon bitta de yun hi re Tu hai toh har kami kafur ho gayi Mutthi mein dhul thi sindoor ho gayi Main faraar si tere saath main Lakeeron sa chhupta rahein tu Mere haath mein. Chala hai jiya nayi chaaha main Yeh suraj ujale bichade tu Meri raahon mein Dhaage bina silunga main Pichhe khada milunga main Sardi lage tujhe main Meri tapish tujhe uda dunga Main faraar si tere saath main Lakeeron si chhupti rahein tu Mere haath mein. Lakeeron sa chhupta rahein tu Mmm hmm.
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Explore Anupam Roy & Hamsika Iyer together
Movie: Running Shaadi (Original Motion Picture Soundtrack)
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Main Faraar Sa” appears in Running Shaadi (Original Motion Picture Soundtrack). Vocals: Anupam Roy, Hamsika Iyer.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Main Faraar Sa"

Credits & Personnel

Singers / Vocalists

More Songs by Anupam Roy

More Bollywood Soundtracks