Skip to main content
Sirf.one
Naazni profile photo

Naazni

PopEnglishoriginal Version

“Naazni” appears in Naazni - Single. Vocals: Aashir Wajahat, Annural Khalid, Abdullah Siddiqui.

English · Naazni - Single

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Naazni — Aashir Wajahat

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Jab dekhay mujhe, thora sharmaye Kurri hass ke yoon boli woh khafa hai Yeh saza bhi saza na lagay Jo hai likha tere baray sab gawah hain Tu na jaanay mera dil pareshan hai Yeh saza bhi sadaa na rahay re Honay do jo hota hai, bas saath chootay na Har zuban mei tareefein hum ussi ki hi karein Kyun ke woh Meri naazni, mera khwaab thi Jaise ho woh pari Mere paas thi, mera raaz thi Reh gayi dil mei hi Meri naazni, mera khwaab thi Jaise ho woh pari Mere paas thi, mera raaz thi Reh gayi dil mei hi ♫ Haan, tujhse hain wabasta meri barsoun ki kayi yaadein Pyaaray pyaaray lamhe, thi woh bachpanay si baatein (Baatein) Tha mera bhi humdum, aisay kaisay doon bhula mein? Hai shuru uss se aur hai khatam ussi pe akay Haan Honay detay hain phir jo bhi, saath chootay na Bas yеh iltija hai tujhse, bas tu karay pooray waaday Kyun ke mein Tеri naazni, mera khwaab bhi Tu hi tu hai piya Tere paas hi, tera raaz hi Reh ke mein taan jiya Teri naazni, mera khwaab bhi Tu hi tu hai piya Tere paas, hi tera raaz hi Reh ke mein taan jiya ♫ Kyun ke mein Teri naazni, mera khwaab bhi Tu hi tu hai piya Tere paas hi, tera raaz hi Reh ke mein taan jiya Teri naazni, mera khwaab bhi Tu hi tu hai piya Tere paas hi, tera raaz hi Reh ke mein taan jiya
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Movie: Naazni - Single
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Naazni” appears in Naazni - Single. Vocals: Aashir Wajahat, Annural Khalid, Abdullah Siddiqui.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Naazni"

Credits & Personnel