enoriginal Version
Saaki
Explore Sukhwinder Singh & Sunidhi Chauhan togetherMovie: Musafir (Original Motion Picture Soundtrack)
Released
Loading followers
About this song
"Saaki" is a EN track performed by Sukhwinder Singh, Sunidhi Chauhan from the album "Musafir (Original Motion Picture Soundtrack)" (2026). Explore verified credits, streaming links, and official lyrics on Sirf.one.
Credits & Personnel
Lyrics
Saaki — Sukhwinder Singh
Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Saaki se mohabbat hoti hai
Har roz shikaayat hoti hai
Peene ko mere peena na kaho
Yunhi toh ibaadat hoti hai
Woh sharaabi kya sharaabi
Jo nashe mein na rahe
Woh sharaabi kya sharaabi
Jo nashe mein na rahe
Woh sharaabi kya sharaabi
Aise jo tauba kare
Woh sharaabi kya sharaabi
Dil mein jiske gham na ho
Loot gaya samjho sharaabi
Paas jiske ham na ho
Oh saaki saaki re saaki saaki
Aa paas aa rahe na jaaye
Koyi khwaahish baaki
Oh saaki saaki re saaki saaki
Aa paas aa rahe na jaaye
Koyi khwaahish baaki
Woh sharaabi kya sharaabi
Jo nashe mein na rahe
Woh sharaabi kya sharaabi
Aise jo tauba kare
Woh sharaabi kya sharaabi
Dil mein jiske gham na ho
Loot gaya samjho sharaabi
Paas jiske ham na ho
Oh saaki saaki re saaki saaki
Aa paas aa rahe na jaaye
Koyi khwaahish baaki
Oh saaki saaki re saaki saaki
Aa paas aa rahe na jaaye
Koyi khwaahish baaki
Ishq ki galiyon mein na
Jaana ishq bada badnaam hai
Ishq toh mera khuda hai
Aashiq mera naam hai ho
Ho ishq ki galiyon mein na
Jaana ishq bada badnaam hai
Ishq toh mera khuda hai
Aashiq mera naam hai
Aashiqui ke har qadam
Pe husna qatl e aam hai
Eh aashiqui mein jaan
Lootaana aashiqon ke kaam hai
Oh saaki saaki re saaki saaki
Aa paas aa rahe na jaaye
Koyi khwaahish baaki
Oh saaki saaki re saaki saaki
Aa paas aa rahe na jaaye
Koyi khwaahish baaki
Maikade mein aane waale
Maikashi toh seekh le
Hampe hasne waale pehle
Tu hasi ko seekh le…oh…
Hey…maikade mein aane
Waale maikashi toh seekh le
Hampe hasne waale pehle
Tu hasi ko seekh le
Har khushi hai door tujhse
Gham tere nazdeek hai
Haaytere diwaane ki haalat
Bin tere bhi thheek hai
Oh saaki saaki saaki saaki saaki
Aa paas aa rahe na jaaye
Koyi khwaahish baaki
Oh saaki saaki re saaki saaki
Aa paas aa rahe na jaaye
Koyi khwaahish baaki
Oh saaki saaki re saaki saaki
Aa paas aa rahe na jaaye
Koyi khwaahish baaki
Oh saaki saaki re saaki saaki
Aa paas aa rahe na jaaye
Koyi khwaahish baaki
Lyrics source: global_rights_registry
More Songs by Sukhwinder Singh
en
bollywood
Gallan Goodiyaan
🎬 Dil Dhadakne Do (Original Motion Picture Soundtrack)
Released
🎤 Yashita Sharma, Manish Kumar Tipu, Farhan Akhtar, Shankar Mahadevan & Sukhwinder Singh
original
en
bollywood
Dua
🎬 Kurbaan (Original Motion Picture Soundtrack)
Released
🎤 Salim-Sulaiman, Sukhwinder Singh, Kailash Kher & Marianne D'cruz Aiman
original