Skip to main content
Sirf.one
Safar profile photo

“Safar” appears in Safar - Single. Vocals: Sherazam, Bayaan.

English · Safar - Single

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Safar — Sherazam

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
O sanam, o jigar, tumko ho kya hi khabar Kaise kati yeh raatein hain Kehte hain sab magar, koi chalaa naa inn par Raste jo maine naape hain Kabhi hai taaron ki jhilmil Kabhi naa dikhti manzil Aisa safar mera Main bhaaga-bhaaga, sadiyon se jaaga Aayaa hoon meelon gaaon se Naa humsafar koi, naa apna ghar, yaara Rehta hoon behti naaon pe Dikhte hain khwaab jo jaagti aankhon ko Sapne nahi, iraade hain Poore woh karne ko chal pade nange pairon Khud se kiye jo waade hain Rukna naa kabhi bhi tha hal Chalna hi to hai manzil Main naa kaheen thehra Main bhaaga-bhaaga, sadiyon se jaaga Aayaa hoon meelon gaaon se Naa humsafar koi, naa apna ghar, yaara Rehta hoon behti naaon pe Main bhaaga-bhaaga, sadiyon se jaaga Aayaa hoon meelon kaarke iraada Main bhaaga-bhaaga, sadiyon se jaaga Aayaa hoon meelon kaarke iraada Safar likha haath ki lakeeron mein Naa khone diya khwaabon ko taabeeron mein Sheher ki hawa ne mujh mein rang bhare Main bhola sa purani tasweeron mein Safar likha haath ki lakeeron mein Naa khone diya khwaabon ko taabeeron mein Dekh ke rab ne azm, mujhe par diye Ke udd sakoon buland taqdeeron se Safar likha haath ki lakeeron mein Naa khone diya khwaabon ko taabeeron mein Sheher ki hawa ne mujh mein rang bhare Main bhola sa purani tasweeron mein Safar likha haath ki lakeeron mein Naa khone diya khwaabon ko taabeeron mein Dekh ke rab ne azm, mujhe par diye Ke udd sakoon buland taqdeeron se Safar likha haath ki lakeeron mein Naa khone diya khwaabon ko taabeeron mein Sheher ki hawa ne mujh mein rang bhare Main bhola sa purani tasweeron mein Safar likha haath ki lakeeron mein Naa khone diya khwaabon ko taabeeron mein Dekh ke rab ne azm, mujhe par diye Ke udd sakoon buland taqdeeron se Safar likha haath ki lakeeron mein Naa khone diya khwaabon ko taabeeron mein Sheher ki hawa ne mujh mein rang bhare Main bhola sa purani tasweeron mein Safar likha haath ki lakeeron mein Naa khone diya khwaabon ko taabeeron mein Dekh ke rab ne azm, mujhe par diye Ke udd sakoon buland taqdeeron se
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Explore Sherazam & Bayaan together
Singers:Sherazam, Bayaan
Movie: Safar - Single
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Safar” appears in Safar - Single. Vocals: Sherazam, Bayaan.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Safar"

Credits & Personnel

Singers / Vocalists

More Songs by Sherazam