Sirf.one
Salaam-E-Ishq
enoriginal Version

Salaam-E-Ishq

Movie: Salaam-E-Ishq (Original Motion Picture Soundtrack)
Released
Loading followers

About this song

"Salaam-E-Ishq" is a EN track performed by Sonu Nigam, Shankar Mahadevan, Kunal Ganjawala, Sadhana Sargam, Shreya Ghoshal from the album "Salaam-E-Ishq (Original Motion Picture Soundtrack)" (2026). Explore verified credits, streaming links, and official lyrics on Sirf.one.

Lyrics

Salaam-E-Ishq — Sonu Nigam

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Ishq, haaye Yo, people in the house This is a tribute to the world of love (Ooh love, ooh love) (Ooh love, ooh love) Teri aankhon ke matwaale kaajal ko mera salaam Julfon ke kaale-kaale baadal ko mera salaam (Ooh love, ooh love) Ho, teri aankhon ke matwaale kaajal ko mera salaam Julfon ke kaale-kaale baadal ko mera salaam Ghaayal kar de mujhe, yaar, teri paayal ki chhankaar Ho, sohni-sohni, teri sohni har adaa ko salaam Salaam-e-ishq, ishq, ishq, salaam-e-ishq Salaam-e-ishq, ishq, ishq, salaam-e-ishq (Ho) salaam-e-ishq, salaam-e-, salaam-e-ishq, salaam-e- (Ho) salaam-e-ishq, salaam-e-, salaam-e-ishq, salaam-e- Ishq, haaye Ho, teri mastaani, anjaani baaton ko mera salaam Rangon mein doobi-doobi raaton ko mera salaam Khwabon mein kho gayi main, deewaani ho gayi main Ho, sohni-sohni, teri sohni har adaa ko salaam Salaam-e-ishq, ishq, ishq, salaam-e-ishq Salaam-e-ishq, ishq, ishq, salaam-e-ishq (Ho) salaam-e-ishq, salaam-e-, salaam-e-ishq, salaam-e- (Ho) salaam-e-ishq, salaam-e-, salaam-e-ishq, salaam-e- Ishq, haaye Ho, teri hatt'an vich mehendi ka rang khila hai Tujhe sapnon da changa mehboob mila hai Meri banno pyaari-pyaari, saari duniya se nyaari Ise doli mein tu le ja doleya (doleya) Teri-meri najar jo mili pehli baar Ho gaya, ho gaya tujhse pyaar Dil hai kya, dil hai kya, jaan bhi tujhpe nisar Maine tujhpe kiya aitbaar Ho, main bhi toh tujhpe mar gayi, deewaanaapan kya kar gayi Meri har dhadkan betaab hai, palkon vich tera khwaab hai Ho, jaan se bhi pyaari-pyaari jhaniya ko salaam Salaam-e-ishq Salaam-e-ishq, ishq, ishq, salaam-e-ishq (salaam-e-ishq) Salaam-e-ishq, ishq, ishq, salaam-e-ishq (salaam-e-ishq) (Ho) salaam-e-ishq, salaam-e-, salaam-e-ishq, salaam-e- (Ho) salaam-e-ishq, salaam-e-, salaam-e-ishq, salaam-e- Ishq, haaye (Ooh love, ooh love) (Ooh love, ooh love) Main tere ishq mein do jahaan waar doon Mere vaade pe kar le yakeee Keh rahi hai zameen, keh raha aasmaan "Tere jaisa doojah nahin" Haan, aise jaadoo naa daal ve, naa aaun main tere naal ve Jhoothi taareefein chhod de, ab dil mere dil se jodd de Ho, jo abhi hai dil se nikli uss dua ko salaam Salaam-e-ishq Salaam-e-ishq, ishq, ishq, salaam-e-ishq (salaam-e-ishq) Salaam-e-ishq, ishq, ishq, salaam-e-ishq (salaam-e-ishq) (Ho) salaam-e-ishq, salaam-e-, salaam-e-ishq, salaam-e- (Ho) salaam-e-ishq, salaam-e-, salaam-e-ishq, salaam-e- Ishq, haaye Rabb se hai iltija, maaph kar de mujhe, main toh Teri ibaadat karoon Ay meri sohniye, na khabar hai tujhe, tujhse kitni mohabbat karoon Tere bin sab kuch benoor hai, meri maang mein tera sindoor hai Saason mein yahi paigaam hai, mera sab kuch tere naam hai Ho, dhadkanon mein rehne waali sohniye ko salaam Salaam-e-ishq Teri aankhon ke matwaale kaajal ko mera salaam Julfon ke kaale-kaale baadal ko mera salaam Khwabon mein kho gayi main, deewaani ho gayi main Ho, sohni-sohni, teri sohni har adaa ko salaam Salaam-e-ishq, ishq, ishq, salaam-e-ishq (salaam-e-ishq) Salaam-e-ishq, ishq, ishq, salaam-e-ishq (Ho) salaam-e-ishq, salaam-e-, salaam-e-ishq, salaam-e- (Ho) salaam-e-ishq, salaam-e-, salaam-e-ishq, salaam-e- (Ho) salaam-e-ishq, salaam-e-, salaam-e-ishq, salaam-e- Ishq, haaye Salaam-e-ishq
Lyrics source: global_rights_registry
Copyright & Takedown Notices