Skip to main content
Sirf.one
Sila profile photo

“Sila” appears in Khasara - Single. Vocals: Murtaza Qizilbash, Abdul Hannan.

English · Khasara - Single

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Sila — Murtaza Qizilbash

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Kaisay Saavan ki kaali ghataayen Chaanay lagi Kaisay Jeevan ki mujh pe sazaaein Aanay lagi Jab hua Mein tera Bezubaan Hogaya Kaisi hain ye Manzalein Be nawaa Mein hua Phir na jaanay Kyun wohi hai sila jo Dete sabhi Aye mere dil Tu koi faisala tou Lele kabhi Laaya chand taaray par Gawaaya maine kia kia Paaya aakhir kia? tunay Mitaaya wajood mera Socha na khud ka Tha jazbaati Chunta tujh ko reh gaya Mai talabgaar Haan mera waqt Tha tera Har kaha tera maanta gaya Phir na jaanay Kyun vohi hai sila jo, dete sabhi Ae mere dil Tu koi faisla to, lele abhi Phir na jaanay Kyun vohi hai sila jo, dete sabhi Ae mere dil Tu koi faisla to, lele abhi Phir na jaanay Kyun vohi hai sila jo, dete sabhi Ae mere dil Tu koi faisla to, lele abhi
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Explore Murtaza Qizilbash & Abdul Hannan together
Movie: Khasara - Single
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Sila” appears in Khasara - Single. Vocals: Murtaza Qizilbash, Abdul Hannan.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Sila"

Credits & Personnel

More from Album: Khasara - Single