Sirf.one
Aabaad Barbaad
hioriginal Version

Aabaad Barbaad

2026-09-18

📖 Context & Background

"Aabaad Barbaad" is a HI track performed by Pritam & Arijit Singh (2026). Explore verified credits, streaming links, and official lyrics on Sirf.one.

Credits & Personnel

Lyrics

Aabaad Barbaad — Pritam & Arijit Singh

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Ya toh barbaad kar do Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do "Woh galat tha, yeh sahi hai," jhooth yeh aaj keh do Itna ehsaan kar do... Itna ehsaan kar do, poore armaan kar do Lab pe aakar jo ruke hain, dhaai woh harf keh do "Meri saanson se judi hai teri har saans," keh do Mushkil aasaan kar do (Kar do, kar do, mushkil aasaan...) Mushkil aasaan kar do Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do Ya toh barbaad kar do... Meetha sa yeh zeher main toh peeta rahunga Tu Khuda na sahi, main toh sajde karunga Mm, mm Meetha sa yeh zeher main toh peeta rahunga Tu Khuda na sahi, main toh sajde karunga Tum jo Shirin na hue kya? Hum ko Farhad kar do "Meri saanson se judi hai teri har saans," keh do Mushkil aasaan kar do Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do Ya toh barbaad kar do... (Keh do, keh do) Keh do (keh do), keh do (keh do) Keh do (keh do), keh do (keh do) (Keh do) Khwabon ko jagah na mili aankhon mein Wahan pehle se hi sailaab tha Naghme banata phira saazon pe Dil apna faqat mizraab tha Mm, oh-oh Khwabon ko jagah na mili aankhon mein Wahan pehle se hi sailaab tha Naghme banata phira saazon pe Dil apna faqat mizraab tha Meri bejaan hasraton ko qaabil-e-daar kar do "Meri saanson se judi hai teri har saans," keh do Itna ehsaan kar do (kar do, kar do, itna ehsaan) Itna ehsaan kar do, poore armaan kar do Ya toh barbaad kar do, ya phir aabaad kar do
Official licensed lyrics index • Provider: lrclib
Copyright & Takedown Notices