Skip to main content
Sirf.one

“Ajab Si” appears in Om Shanti Om (Original Motion Picture Soundtrack). Vocals: Vishal, KK, Shekhar. Music: Vishal-Shekhar. Lyrics: Kumaar, Javed Akhtar.

Hindi (हिन्दी) · Film: Om Shanti Om

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Ajab Si — Vishal

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Aankhon mein teri ajab si, ajab si adaayein hain Ho, aankhon mein teri ajab si, ajab si adaayein hain Dil ko bana de jo patang, saansein yeh teri woh hawaayein hain Aankhon mein teri ajab si, ajab si adaayein hain Ho, aankhon mein teri ajab si, ajab si adaayein hain Dil ko bana de jo patang, saansein yeh teri woh hawaayein hain ♪ Aayi aisi raat hai jo bahut khush-naseeb hai Chahe jise door se duniya, woh mere qareeb hai Kitna kuch kehna hai, phir bhi hai dil mein sawaal kahin Sapnon mein jo roz kaha hai, woh phir se kahun ya nahi? Aankhon mein teri ajab si, ajab si adaayein hain Ho, aankhon mein teri ajab si, ajab si adaayein hain Dil ko bana de jo patang, saansein yeh teri woh hawaayein hain ♪ Tere saath-saath aisa koi noor aaya hai Chaand teri roshni ka halka sa ek saaya hai Teri nazron ne dil ka kiya jo hashr, asar yeh hua Ab inmein hi doob ke ho jaaun paar, yahi hai dua Aankhon mein teri ajab si, ajab si adaayein hain Ho, aankhon mein teri ajab si, ajab si adaayein hain Dil ko bana de jo patang, saansein yeh teri woh hawaayein hain
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

About this song & background

“Ajab Si” appears in Om Shanti Om (Original Motion Picture Soundtrack). Vocals: Vishal, KK, Shekhar. Music: Vishal-Shekhar. Lyrics: Kumaar, Javed Akhtar.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Ajab Si"

Credits & Personnel

Singers / Vocalists
Music Director / Composer
Lyricist / Songwriter
Director
Choreographer
Music Producer

More Composed by Vishal-Shekhar

More Lyrics by Kumaar

More Songs by Vishal

More Bollywood Soundtracks

More from Om Shanti Om