Skip to main content
Sirf.one

“Main Agar Kahoon” appears in Om Shanti Om (Original Motion Picture Soundtrack). Vocals: Shreya Ghoshal, Shekhar, Vishal, Sonu Nigam. Music: Vishal-Shekhar. Lyrics: Javed Akhtar, Kumaar.

Hindi (हिन्दी) · Film: Om Shanti Om

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Main Agar Kahoon — Shreya Ghoshal

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Tumko paya hai toh jaise khoya hoon Kehna chahoon bhi toh tumse, kya kahoon? Tumko paya hai toh jaise khoya hoon Kehna chahoon bhi toh tumse, kya kahoon? Kisi zabaan mein bhi woh lafz hi nahi ki jinamein tum ho kya, tumhein bataa sakun main agar kahoon tum sa haseen kaaynaat main nahin hai kahin Taarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi Tumko paya hai toh jaise khoya hoon shokiyon mein dubi ye adayen chehare se jhalki huee hain zulf kee ghani-ghani ghataen shaan se dhalki huee hain Lehraata aanchal hai jaise, baadal banhon mein bhari hai jaise chaandanee, rup kee chaandanee main agar kahoon ye dilkashi hai nahin kahin naa hogi kabhi Taarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi Tumko paya hai toh jaise khoya hoon Tum huye meherbaan, toh hai ye daastan o, tum hue meherbaan to hai ye daastaan Ab tumhara-mera ek hai kaarwan Tum jahaan, main wahaan main agar kahoon hamasafar meri apsara ho tum yaa koi pari Taarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi Tumko paya hai toh jaise khoya hoon Kehna chahoon bhi toh tumse, kya kahoon? Kisi zabaan mein bhi woh lafz hi nahi ki jinamein tum ho kya, tumhein bataa sakun main agar kahoon tum sa haseen kaaynaat main nahin hai kahin Taarif ye bhi toh sach hai kuch bhi nahi
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

About this song & background

“Main Agar Kahoon” appears in Om Shanti Om (Original Motion Picture Soundtrack). Vocals: Shreya Ghoshal, Shekhar, Vishal, Sonu Nigam. Music: Vishal-Shekhar. Lyrics: Javed Akhtar, Kumaar.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Main Agar Kahoon"

Credits & Personnel

Music Director / Composer
Lyricist / Songwriter
Director
Choreographer
Music Producer

More Composed by Vishal-Shekhar

More Lyrics by Javed Akhtar

More Songs by Shreya Ghoshal

More Bollywood Soundtracks

More from Om Shanti Om