Skip to main content
Sirf.one
Apna Bana Le (From "Bhediya") profile photo

“Apna Bana Le (From "Bhediya")” appears in Bhediya. Vocals: Arijit Singh, Sachin-Jigar, Amitabh Bhattacharya. Music: Sachin-Jigar. Lyrics: Amitabh Bhattacharya.

Hindi (हिन्दी) · Film: Bhediya

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Apna Bana Le (From "Bhediya") — Arijit Singh

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Tu mera koi na hoke bhi kuch laage Tu mera koi na hoke bhi kuch laage Kiya re jo bhi tune, kaise kiya re? Jiya ko mere baandh aise liya re Samajh ke bhi na samajh main sakoon Saveron ka mere tu sooraj laage Tu mera koi na hoke bhi kuch laage Tu mera koi na hoke bhi kuch laage Tu mera koi na hoke bhi kuch laage Apna bana le, piya, apna bana le, piya Apna bana le mujhe, apna bana le, piya Apna bana le, piya, apna bana le, piya Dil ke nagar mein sheher tu basa le, piya Chhoone se tere, haan, tere, haan, tere Pheeki ruton ko rang lage Mm, chhoone se tere, haan, tere, haan, tere Pheeki ruton ko rang lage Teri disha mein kyun chalne se mere Pairon ko pankh lage? Raha na mere kaam ka jag saara Ho bas tere naam se hi guzaara Ulajh ke yoon na sulajh main sakoon Zubaaniyaan teri jhoothi bhi sach laage Tu mera koi na hoke bhi kuch laage Tu mera koi na hoke bhi kuch laage Tu mera koi na hoke bhi kuch laage Apna bana le, piya, apna bana le, piya Apna bana le mujhe, apna bana le, piya Apna bana le, piya, apna bana le, piya Dil ke nagar mein sheher tu basa le, piya Oh, sab kuch mera chaahe naam apne likha le Badle mein itni toh yaari nibha le Jag ki hiraasat se mujhko chhuda le Apna bana le, bas apna bana le Apna bana le, apna bana le
Lyrics source: lrclib_search

Recording details & Personnel

Movie: Bhediya
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Apna Bana Le (From "Bhediya")” appears in Bhediya. Vocals: Arijit Singh, Sachin-Jigar, Amitabh Bhattacharya. Music: Sachin-Jigar. Lyrics: Amitabh Bhattacharya.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Apna Bana Le (From "Bhediya")"

Credits & Personnel

Music Director / Composer
Lyricist / Songwriter
Director
Choreographer
Music Producer

More Composed by Sachin-Jigar

More Lyrics by Amitabh Bhattacharya

More Songs by Arijit Singh

More Bollywood Soundtracks

More from Bhediya