Skip to main content
Sirf.one
love lost profile photo

love lost

PopEnglishoriginal Version

“love lost” appears in ghosts, and goodbyes - Single. Vocals: Umair, Talha Anjum.

English · ghosts, and goodbyes - Single

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

love lost — Umair

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Mujh ko de baisakhi, mere saaqi Mere qadam larkhara rahay hain Baaqi baatein rahein baaqi Ab uth ke ghar ko jarahay hain Maaf ho meri ghustaakhi Moo pher kar chhupa rahay hain Teri chandni mujh tak puhnchi na Dekho, andheray chhaa rahay hain Mere batway mein teri tasveerein hain Socho, wo kab jala rahay hain Tera aana shayad mujhe maar dega Bada ghabra rahay hain Ye behes, mubaasay, ye aansu, dilaasay Hum badal nahi sakay tere liye Lekin badal gaye hain ab teri wajah se Kya bantay jarahay hain Mere hissay may baarish hai Tere hissay may hai mitti ki mehak Tere hissay may sambhalna Mere hissay may hai jana behak I am a Rockstar, jiyoon reckless Main hu asli, no fake shit Milay dard bahut, took 'em on the rocks Parhay-likhay loug mujhe kahein, "Boss" Meri life changed for the betterment Paisa aya, never lost my element Never out of body, no ketamine Urdu rap scene ko main laazmi Ab tu gai and you took a part of me Apnay saath ab feel karoon aadha bhi Teri nazar mein esa suroor Jaise bahay ashq nahi balkay sharaab he Dartay hain dil laganay se Dartay hain, dil kab ruk jaye Theek nahi meri aadatein Dartay hain ab ghar aanay se Veeranay se Kamray hain khaali saaray samnay Ab tum nahi ho na Ab tum nahi ho na Ab tum nahi ho na Ab tum nahi ho na Tum sun rahi ho na? Tum sun rahi ho na? Ab tum ek ajnabi Apnay nahi ho na Mere mohsin, mujhe pareshaan na kar Mere zehen may ek aur gumaan na bhar Tu na sabse mukhtalif, na mujhse mukhlis I took you for someone else Aur tu badlay jese badlay mausam You know how summer ends Phir sard hawayen aur khaali raaton mein Jab tere khayal se baatein karoon Tera ghar saja hai, koi mehfil tou hogi Aur hogi is mehfil ki jaan bhi tu Pareshan nahi, par hairaan tou hun Haan, bura hun, sar-e-aam hun main Mujhe jhutla diya tumne ese Jese tum pe laga hua koi ilzaam hun main Dartay hain dil laganay se Dartay hain, dil kab ruk jaye Theek nahi meri aadatein Dartay hain ab ghar aanay se Veeranay se Kamray hain khaali saaray samnay Ab tum nahi ho na Ab tum nahi ho na Ab tum nahi ho na Ab tum nahi ho na Tum sun rahi ho na? Tum sun rahi ho na? Ab tum ek ajnabi Apnay nahi ho na
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Explore Umair & Talha Anjum together
Movie: ghosts, and goodbyes - Single
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“love lost” appears in ghosts, and goodbyes - Single. Vocals: Umair, Talha Anjum.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "love lost"

Credits & Personnel

Singers / Vocalists

More Songs by Umair