Skip to main content
Sirf.one
Rangeen | Coke Studio Nu.Wav profile photo

Rangeen | Coke Studio Nu.Wav

PopEnglishoriginal Version

“Rangeen | Coke Studio Nu.Wav” appears in Rangeen | Coke Studio Nu.Wav - Single. Vocals: Hasan Raheem, Izzchughtai, Umair.

English · Rangeen | Coke Studio Nu.Wav - Single

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Rangeen | Coke Studio Nu.Wav — Hasan Raheem

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Ghubaar-e-bekasi kaisi yeh uthi, aapko na hai khayaal Yeh kaisi berukhi, todi kyun kali, aap se mera sawaal Khud ko chhupa ke tune kaisa sila diya Tune kya khela dil ke saath Main dhoondoon paani gehra, saahil gunaah kiya Ab dooboon main, meri baraat Rangeen qisson ko tere mera lahu kar gaya Kar gaya, kar gaya Beete dinon ki hi khoj mein hum Jeete kahan tere soz mein hum Qadmon ki teri dhool dhoondte Khaali lamhe mere de rahe gham Taareekiyon mein jiye, nahi dam Sadma bhara yeh phool dhoondte Khud ko bhulaane ke liye kya pila diya Main tere shehar thehar har raat Na chhodoon yaadein teri, pal-pal hai yaad piya Lage jaise ho kal ki baat Rangeen qisson ko tere mera lahu kar gaya Hoo-hoo-ooh
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Movie: Rangeen | Coke Studio Nu.Wav - Single
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Rangeen | Coke Studio Nu.Wav” appears in Rangeen | Coke Studio Nu.Wav - Single. Vocals: Hasan Raheem, Izzchughtai, Umair.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Rangeen | Coke Studio Nu.Wav"

Credits & Personnel

Singers / Vocalists

More Songs by Hasan Raheem