Sirf.one
O Saathi
enoriginal Version

O Saathi

Singers:Atif Aslam
Movie: Baaghi 2 (Original Motion Picture Soundtrack)
Released
Loading followers

About this song

"O Saathi" is a EN track performed by Atif Aslam from the album "Baaghi 2 (Original Motion Picture Soundtrack)" (2026). Explore verified credits, streaming links, and official lyrics on Sirf.one.

Credits & Personnel

Lyrics

O Saathi — Atif Aslam

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Allah, mujhe dard ke qaabil bana diya Toofaan ko hi kashti ka saahil bana diya Bechainiyaan samet ke saare jahaan ki Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya Oh, saathi, tere bina raahi ko raah dikhe na Oh, saathi, tere bina saahil dhuaan-dhuaan Aankhein moondein toh jaane kise dhoondhein Ke soya jaaye na, ke soya jaaye na Kise dhoondhein yeh khwahishon ki boondein? Ke soya jaaye na, ke soya jaaye na Maano nindiya piroya jaaye na Maano nindiya piroya jaaye na Allah, mujhe dard ke qaabil bana diya Toofaan ko hi kashti ka saahil bana diya Bechainiyaan samet ke saare jahaan ki Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya Oh, saathi, tere bina raahi ko raah dikhe na Oh, saathi, tere bina saahil dhuaan-dhuaan
Lyrics source: global_rights_registry
Copyright & Takedown Notices