Skip to main content
Sirf.one
Raabta profile photo

Raabta

BollywoodAgent Vinod (Original Motion Picture Soundtrack)Hindi (हिन्दी)original Version

“Raabta” appears in Agent Vinod (Original Motion Picture Soundtrack). Vocals: Pritam, Arijit Singh.

Hindi (हिन्दी) · Film: Agent Vinod (Original Motion Picture Soundtrack)

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Raabta — Pritam

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
🎵🎵🎵 Kehte Hain Khuda Ne Iss Jahan Mein Sabhi Ke Liye Kisi Na Kisi Ko Hai Banaya Har Kisi Ke Liye Tera Milna Hai Uss Rab Ka Ishaara Maanu Mujhko Banaya Tere Jaise Hi Kisi Ke Liye Kehte Hain Khuda Ne Iss Jahan Mein Sabhi Ke Liye Kisi Na Kisi Ko Hai Banaya Har Kisi Ke Liye Tera Milna Hai Uss Rab Ka Ishaara Maanu Mujhko Banaya Tere Jaise Hi Kisi Ke Liye Kuch Toh Hai Tujhse Raabta Kuch Toh Hai Tujhse Raabta Kaise Hum Jaane Hume Kya Pata Kuch Toh Hai Tujhse Raabta Tu Humsafar Hai, Phir Kya Fikar Hai Jeene Ki Wajah Hi Yahi Marna Issi Ke Liye Kehte Hain Khuda Ne Iss Jahan Mein Sabhi Ke Liye Kisi Na Kisi Ko Hai Banaya Har Kisi Ke Liye 🎵🎵🎵 Meharbaani Jaate Jaate Mujh Pe Kar Gaya Guzarta Sa Lamha Ek Daaman Bhar Gaya Tere Nazara Mila, Roshan Sitaara Mila Takdeer Ki Kashtiyon Ko, Kinara Mila Sadiyon Se Tarse Hai Jaisi Zindagi Ke Liye Teri Sauhbat Mein Duaayein Hain Ussi Ke Liye Tere Milna Hai Uss Rab Ka Ishaara Maanu Mujhko Banaya Tere Hi Jaise Kisi Ke Liye Kehte Hain Khuda Ne Iss Jahan Mein Sabhi Ke Liye Kisi Na Kisi Ko Hai Banaya Har Kisi Ke Liye Tere Milna Hai Uss Rab Ka Ishaara Maanu Mujhko Banaya Tere Hi Jaise Kisi Ke Liye Kuch Toh Hai Tujhse Raabta Kuch Toh Hai Tujhse Raabta Kaise Hum Jaane Hume Kya Pata Kuch Toh Hai Tujhse Raabta Tu Humsafar Hai, Phir Kya Fikar Hai Jeene Ki Wajah Hi Yahi Hai Marna Issi Ke Liye Kehte Hain Khuda Ne Iss Jahan Mein Sabhi Ke Liye Kisi Na Kisi Ko Hai Banaya Har Kisi Ke Liye
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Explore Pritam & Arijit Singh together
Movie: Agent Vinod (Original Motion Picture Soundtrack)
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Raabta” appears in Agent Vinod (Original Motion Picture Soundtrack). Vocals: Pritam, Arijit Singh.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Raabta"

Credits & Personnel

Singers / Vocalists

More Songs by Pritam

More Bollywood Soundtracks