Skip to main content
Sirf.one
Maand profile photo

“Maand” appears in Safar. Vocals: Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio.

English · Safar

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Maand — Bayaan

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Mile toh tum kabhi nahi Meri hasrat kyun bhadkaai be-wajah? Ke tum bina jiye agar Hua kaise naa ye jeena raaigan? Dariya mere dil ka, ye behta naa Dukhi dil ki sada, kuch ye kehta naa Iski khaamoshi ki tu wajah hai naa Dil se tang aa gaya, yahi saza hai naa "Ulfaton mein nahi koi paimana" Mere apnon ka mujhse ye kehna tha Surmayi teri aankhon mein beh jaana Kya pata, tere gham mein hi rehna tha Mmm, rehna tha Kyun yun sehte-sehte dil ko gham khaa chuka, meri jaan? Kyun yun rehte-rehte dikhe naa koi disha? Kyun yun sehte-sehte dil ko gham khaa chuka, meri jaan? Kyun yun rehte-rehte dikhe naa koi disha? Jo tu ne nahi toh aisa main chehra ke jiski khoobsurti maand padi ho Aisa main darya, jo behna naa chaahe Jo tu ne nahi toh aisa main chehra ke jiski khoobsurti maand padi ho Aisa main darya, jo behna naa chaahe Dariya mere dil ka, ye behta naa Dukhi dil ki sada, kuch ye kehta naa Iski khaamoshi ki tu wajah hai naa Dil se tang aa gaya, yahi saza hai naa "Ulfaton mein nahi koi paimana" Mere apnon ka mujhse ye kehna tha Surmayi teri aankhon mein beh jaana Kya pata, tere gham mein hi rehna tha Kya pata, tere gham mein hi rehna tha Aisa main dariya, jo behna naa chaahe
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Movie: Safar
Album: Safar
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Maand” appears in Safar. Vocals: Bayaan, Hasan Raheem, Rovalio.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Maand"

Credits & Personnel

Singers / Vocalists

More Songs by Bayaan

More from Album: Safar