Skip to main content
Sirf.one
Nahin Milta profile photo

Nahin Milta

PopEnglishoriginal Version

“Nahin Milta” appears in 4 Saal - EP. Vocals: Bayaan.

English · 4 Saal - EP

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Nahin Milta — Bayaan

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Sehla do man ko, kyun yeh rota rahe? Dhalegi phir yeh raat, jo hota rahe Par yeh man mayoos hai bahut Hungame mein girift Is shor mein, is bheed mein akela hai man Akela hoon main Haan, akela hai man par mukammal hai yeh Adhoore hai tum! Haan, akela hai man par mukammal hai yeh Adhoore hai tum! Haan, akela hai man par mukammal hai yeh Adhoore hai tum! Haan, akela hai man par mukammal hai yeh Adhoore hai tum! Balki ho hi nahin Jhoot ki zameen par, fareb ke yeh saare ghar In mein rehne wale tum! Khoon safed, dil patthar Zimma hai yeh qudrat ka, ya khitta tumhari hai? Jo bhi sabab so hai, par saza hamari hai Jis ko jo bhi milta hai, be sabab nahin milta Mujh se bole man mera, "Sab ko sab nahin milta" Jis ko jo bhi milta hai, be sabab nahin milta Mujh se bole man mera, "Sab ko sab nahin milta" Jis ko jo bhi milta hai, be sabab nahin milta Mujh se bole man mera, "Sab ko sab nahin milta"
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Singers:Bayaan
Movie: 4 Saal - EP
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Nahin Milta” appears in 4 Saal - EP. Vocals: Bayaan.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Nahin Milta"

Credits & Personnel

Singers / Vocalists

More Songs by Bayaan

More from Album: 4 Saal - EP