Skip to main content
Sirf.one
Bikhra profile photo

Bikhra

PopEnglishoriginal Version

“Bikhra” appears in Bikhra - Single. Vocals: Abdul Hannan, Rovalio.

English · Bikhra - Single

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Bikhra — Abdul Hannan

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Dekh le tu aajizi ye meri Aaj bhi main thahra yahiin Aarzu jo teri yuun hone lagi Hoshon mein rahta nahiin Na jaane kyuun tu hi tu dil mein basa hai Tere bina kya jiyuun Bikhra ye man, kya sitam tune hain dhaaye Phir bhi main kuch na kahoon Ye to bata, kya hai mubtala meri nazar ke shikaar mein Ye to pata tujhe hai bhala sab hai tere ikhtiyaar mein Jaan le tu, badal bhi jaayein sabhi, main rahoonga iksaan yahiin Na jaane kyuun tu hi tu dil mein basa hai Tere bina kya jiyuun Bikhra ye man, kya sitam tune hain dhaaye Phir bhi main kuch na kahoon Na jaane kyuun tu hi tu dil mein basa hai Tere bina kya jiyun Bikhra ye man, kya sitam tune hain dhaaye Phir bhi main kuch na kahoon Na jaane kyuun, dil mein tu kyuun Na jaane kyuun ik tu hi tu Na jaane kyuun Phir bhi main kuch na kahoon
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Explore Abdul Hannan & Rovalio together
Movie: Bikhra - Single
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Bikhra” appears in Bikhra - Single. Vocals: Abdul Hannan, Rovalio.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Bikhra"

Credits & Personnel

Singers / Vocalists

More Songs by Abdul Hannan