Sirf.one
Loading followers
Kinaaray
enoriginal Version

Kinaaray

Singers:Abdul Hannan
Movie: Kinaaray - Single
2026-10-08

šŸ“– Context & Background

"Kinaaray" is a EN track performed by Abdul Hannan from the album "Kinaaray - Single" (2026). Explore verified credits, streaming links, and official lyrics on Sirf.one.

Credits & Personnel

Lyrics

Kinaaray — Abdul Hannan

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Betha raat se Magan mai yun gehri soch mei Najaanay mujhay haasil kia huwa Na hausla mera Seekha ye maine kay Khoti niyatein yahan Haan mujhay saari hai khabar Jo phaili afwa Betha rehta kamray kay kinaaray Kisi ki dekhu na mai raah mai raah mai raah Ab laga kay is ghar ko ye taalay Kalla kaafi hoon mai haan re haan Sunna chahta nai mai auron kay taanay Bus apni chalaunga yahan Ye dekhaway aur jhoot kay daaway Mai keya ja re ja re ja re ja ♫ Gehra ye zakham Magar phir bhi kyun ye bharam Jo puchay koi Raazi kyun nahi Aitebaar na raha Ye dil bechaara to nasamajh hi raha Dekho kay ab tak Maazi mei hai yun phasa Maine na jaana ye Kon apna yahan Kartay hain khud jo sabhi Ussay kehte gunnah Betha rehta kamray kay kinaaray Kisi ki dekhu na mai raah mai raah mai raah Ab laga kay is ghar ko ye taalay Kalla kaafi hoon mai haan re haan Sunna chahta nai mai auron kay taanay Bus apni chalaunga yahan Ye dekhaway aur jhoot kay daaway Mai keya ja re ja re ja re ja
Lyrics source: global_rights_registry
Copyright & Takedown Notices