Skip to main content
Sirf.one
Zaalima profile photo

Zaalima

PopEnglishoriginal Version

“Zaalima” appears in Zaalima - Single. Vocals: Abdul Hannan, Hasan Raheem, Shahmeer Raza Khan.

English · Zaalima - Single

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Zaalima — Abdul Hannan

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Tu na jaanay mai kahan Haan mai to tujh mei rawan Kaisay khud ko rokun Ek hi raasta Haan ye dikhnay laga Rahi na tujh mei wafa Zara khud ko roko De thora aasra Tera sar aankhon par Farmaan humsafar Cheenon na mujh se saara mera tum jahan Haan pachtaoun par Kacha magar ye ghar Na kar tu darguzar ulfat meri zaalima O zaalima O zaalima Kyun badgumaan, zaalima Zaalima O zaalima Kyun badgumaan, zaalima Tu kon kyun kaisay kahan say Agai meray jahan main Nabz meri tu chalaye Ankhon ko thanda karaye Dunya ye zalim na sunna Soorat nai seerat main gumna Haq baat karwi lagey to Ghairon kay saath hi chalna Tera sar aankhon par Farmaan humsafar Cheenon na mujh se saara mera tum jahan Haan pachtaoun par Kacha magar ye ghar Na kar tu darguzar ulfat meri zaalima O zaalima O zaalima Kyun badgumaan, zaalima O zaalima O zaalima Kyun badgumaan, zaalima Tera peecha kabsey mainay kiya Mera jeena tujse hi hai piya Tera peecha kabsey mainay kiya Mera jeena tujse hi hai piya Tera sar aankhon par Farmaan humsafar Cheenon na mujh se saara mera tum jahan Haan pachtaoun par Kacha magar ye ghar Na kar tu darguzar ulfat meri zaalima O zaalima O zaalima Kyun badgumaan, zaalima O zaalima O zaalima Kyun badgumaan, zaalima
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Movie: Zaalima - Single
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Zaalima” appears in Zaalima - Single. Vocals: Abdul Hannan, Hasan Raheem, Shahmeer Raza Khan.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Zaalima"

Credits & Personnel

More Songs by Abdul Hannan