Skip to main content
Sirf.one
Adakaari profile photo

Adakaari

PopEnglishoriginal Version

“Adakaari” appears in Dil Kay Parday. Vocals: Hasan Raheem.

English · Dil Kay Parday

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Adakaari — Hasan Raheem

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Na, na, na Everybody suno Mein Ghalib nahi Ke charhe suroor Kabhi rasta badal lo mere huzoor Kya raahein teri karein gi qubool? Musannif tu hi, mat jana yoon bhool Uski ulfat mein Adakaari hai Saari saari hai Bari pyaari hai Aaj jeetay woh, kal woh haari hai Zindagi dukh sukh mei Sab ki jaari hai Ye waajib nahi, na hi tera qusoor Ye waqt gira, humein nahi qubool Mere dil ke bagh aur tere suroor Tu mann-pasand is dil ki huzoor Uski ulfat mein Adakaari hai Saari saari hai Bari pyaari hai Aaj jeetay woh, kal woh haari hai Zindagi dukh sukh mei Sab ki jaari hai Haan Aake khwaab saarey Le jaana re mere pyaare Ke yeh taaray pukaray Ishaaray, tere ishaaray Uski ulfat mein Adakaari hai Saari saari hai Bari pyaari hai Tu wehm na re, zimmedari hai Dil pe bhaari nahi Tu bari pyaari hai Uski ulfat mein Adakaari hai Saari saari hai Bari pyaari hai Tu wehm na re, zimmеdari hai Dil pe bhaari nahi Tu bari pyaari hai
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Singers:Hasan Raheem
Movie: Dil Kay Parday
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Adakaari” appears in Dil Kay Parday. Vocals: Hasan Raheem.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Adakaari"

Credits & Personnel

Singers / Vocalists

More Songs by Hasan Raheem

More from Album: Dil Kay Parday