Skip to main content
Sirf.one
Khoj profile photo

“Khoj” appears in Dil Kay Parday. Vocals: Hasan Raheem, Shehryar Khan.

English · Dil Kay Parday

Marketplace & sponsored listingsAdvertise here

Lyrics

Khoj — Hasan Raheem

Tip: Highlight any lines to generate a customized Instagram / WhatsApp lyric card.
Yeah Subha ki yeh hawa kuch kehna chahay Yeh raaz bhujay bin, tu sona na Puchay, be-khayali kyun hum sajaye Hain raaz khufiya, tu sona na Ab dou diloun ke milne ke ye dar Khulay hain abhi tum yoon sona na Phir kab milay ye dar khula humein? Jaage rehna tum yoon sona na Barbaad dunya meri Abaad hoti us ki nazar se Banay dard meri zubaan Tabhi in baaton ka yeh asar hai Har qadam sajday girrun Ab uper walay ka sahara Hasratein kitni chubhein Sirf Allah ko uski khabar hai Teri khoj mei, mein kho gaya Teri khoj mei, mein ro gaya Kaisa yeh soz hai? Is mei fana Mein kahaan? Mein kahaan? Teri khoj mei, mein kho gaya Teri khoj mei, mein ro gaya Kaisa yeh soz hai? Is mei fana Mein kahaan? Ay Khuda Mere tere jo faaslay yahan Aaya khalal jo inke darmiyaan Rishta yeh rishta nahi rahe ga na Lao ge tum agar koi paimanah Mein bola ke woh dar khula hai na Jaage rehna tum yoon sona na Ab yeh dil kahin aur jaaye na Tu meri sooni shab ki jaan hai na? Barbaad dunya meri Abaad hoti us ki nazar se Banay dard meri zubaan Tabhi in baaton ka yeh asar hai Har qadam sajday girrun Ab uper walay ka sahara Hasratein kitni chubhein Sirf Allah ko uski khabar hai Teri khoj mei, mein kho gaya Teri khoj mei, mein ro gaya Kaisa yeh soz hai? Is mei fana Mein kahaan? Mein kahaan? Teri khoj mei, mein kho gaya Teri khoj mei, mein ro gaya Kaisa yeh soz hai? Is mei fana Mein kahaan? Ay Khuda
Lyrics source: global_rights_registry

Recording details & Personnel

Explore Hasan Raheem & Shehryar Khan together
Movie: Dil Kay Parday
ReleasedRelease date awaiting verification

About this song & background

“Khoj” appears in Dil Kay Parday. Vocals: Hasan Raheem, Shehryar Khan.

Community Feedback & Ratings

Rate or vote on "Khoj"

Credits & Personnel

Singers / Vocalists

More Songs by Hasan Raheem

More from Album: Dil Kay Parday